Posts

Article ( a,an/ The)

  English Lecture Articles a/ an, the Prepared by : Sir Javaid  Lecture on Articles: Prepared by: Sir Javaid  Articles are small words used with nouns. They help us understand if we're talking about something general or specific. In English, there are two types of articles: indefinite articles (A and An) and the definite article (The). Let's learn about them one by one. Articles chhoty chhoty words hain jo nouns ke sath istemal hoti hain. Yeh humein yeh samajhne mein madad deti hain ke hum kisi aam cheez ka zikar kar rahe hain ya kisi khaas cheez ka. English mein articles do qism ke hote hain: indefinite articles (A aur An) aur definite article (The). Ab hum in ko aik aik karke seekhte hain. Indefinite Articles: "A" and "An" We use A and An when we talk about something for the first time. These articles tell us that the noun is not specific. The choice between A and An depends on the sound that comes at the beginning of the next word. If the noun begins with...

Adverb and its Types

  Adverb? Prepared by: Sir Javaid  Asslam o Alikum!  Today our lecture is all bout adverb! It's a very beautiful concept to learn! Let’s start by thinking about sentences. Imagine you say, “Talha runs.” Now, this sentence is correct, but it doesn’t tell us how Talha is running. Is he running quickly, slowly, or happily? These words that describe how he runs are called adverbs. Definition of an Adverb: An adverb is a word that describes or gives more information about a verb (an action), an adjective (a describing word), or another adverb. It usually tells us how, when, where, or to what extent something happens.  Adverb ek aisa lafz hota hai jo kisi kaam (verb) ke baare mein humein zyada tafseel se batata hai. Jaise agar tum kehte ho "Talha bhagta hai," toh humein bas yeh pata chal raha hai ke woh bhag raha hai. Lekin agar hum kehte hain, "Talha tez bhagta hai," toh yeh adverb ‘tez’ humein yeh bata raha hai ke woh kaise bhagta hai. Ab, yeh samajhna zaroori hai k...

Adjective and its Types

 Lecture on Adjective Prepared by Sir Javaid  What is a Thing? A "thing" refers to any object, person, or concept. It can be anything we see, touch, or even think about. A pen, a dog, a chair, or a feeling like happiness are all examples of "things." Beta, jab hum "thing" kehte hain, iska matlab hai koi bhi cheez. Ye koi bhi cheez ho sakti hai jo hum dekh sakte hain, jaise kursi, qalam ya kutta. Ya phir koi aisi cheez jo hum mehsoos karte hain, jaise khushi, dukh, gussa. Samajh gaye? So, har cheez jo hum dekh ya mehsoos kar sakte hain, usay hum "thing" kehte hain. Ye humari zindagi ke har hisay mein hoti hain, har jagah maujood hoti hain, bas unhein samajhne ke liye humein alfaz chahiye hotay hain. Now, har "thing" yaani har cheez ki kuch khasiyat hoti hain, jin se hum samajh sakte hain ke wo cheez kaisi hai. For example, agar aapke paas ek qalam hai, to aap kaise bataenge ke wo qalam kaisa hai? Kya uska rang blue hai? Ya phir wo chhot...